Ashq Na Ho
๐ต 714 characters
โฑ๏ธ 3:22 duration
๐ ID: 511534
๐ Lyrics
O yun na lamha lamha meri yaad mein
Hoke tanha tanha mere baad mein
Naina ashq na ho
Maana kal se honge hum door
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho...
Main na lautu aane waale saal jo
Meri wardi bole mera haal toh
Naina ashq na ho
Yeh samajhna, main hoon majboor
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho.
Beete huey lamhon ke taare ginungi main
Aake tujhe khwaabon mein tere milungi main
Jab kabhi halki halki barkha aaye
Jab kabhi dil bhi yunhi bhar sa jaaye
Jab kabhi halki halki barkha aaye
Uss pal jhonka ik banke aaungi main
Us pal zulfe palke daaman chhu jaaunga main
O teri choodi nagmein gaaye jo mere
Teri palkon pe ho saaye jo mere
Naina ashq na ho
Aansu karte humein kamzor
Naina ashk na ho
Naina ashk na ho.
Hoke tanha tanha mere baad mein
Naina ashq na ho
Maana kal se honge hum door
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho...
Main na lautu aane waale saal jo
Meri wardi bole mera haal toh
Naina ashq na ho
Yeh samajhna, main hoon majboor
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho.
Beete huey lamhon ke taare ginungi main
Aake tujhe khwaabon mein tere milungi main
Jab kabhi halki halki barkha aaye
Jab kabhi dil bhi yunhi bhar sa jaaye
Jab kabhi halki halki barkha aaye
Uss pal jhonka ik banke aaungi main
Us pal zulfe palke daaman chhu jaaunga main
O teri choodi nagmein gaaye jo mere
Teri palkon pe ho saaye jo mere
Naina ashq na ho
Aansu karte humein kamzor
Naina ashk na ho
Naina ashk na ho.