Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Dil Cheez Kya Hai Aap Meri

๐Ÿ‘ค Asha Bhosle โ€ข ๐ŸŽผ Hootho Se Chulo Tum (Hindi Film Ghazals) โ€ข โฑ๏ธ 5:59
๐ŸŽต 1060 characters
โฑ๏ธ 5:59 duration
๐Ÿ†” ID: 4892173

๐Ÿ“œ Lyrics

Aaaaa... aaaaa...
Dil Cheez Kya hai aap meri jaan lijiye
Dil Cheez Kya hai aap meri jaan lijiye
Bas ek baar mera kaha
Bas ek baar mera kaha, maan lijiye
Bas ek baar mera kaha, maan lijiye
Dil Cheez Kya hai aap meri jaan lijiye

Is anjuman mein aap ko
Is anjuman mein aaaaap eeeeaaaa...
Is anjumann mein aap ko
Is anjumann mein aaaap ko
Aana hai baar baar
Aana hai baar baar
Dibar aur daur ko gaur se
Dibar aur daur ko gaur se pehchaan lijiye
Dibar aur daur ko gaur se pehchaan lijiye
Dil Cheez Kya hai aap meri jaan lijiye

Maana ke dosto ko nahi
Dostoooo dostooo ko nahi
Maana ke dosto ko nahi
Dosti ka paas
Lekin ye kya k gair ka
Lekin ye kya k gair ka
Ehsaan lijiye
Lekin ye kya k gair ka
Ehsaan lijiye
Dil Cheez Kya hai aap meri jaan lijiye

Kahi ye to, kahi ye ho aasmaa
Kahi ye to aasma ko jameen par utaar laaye
Muskil nahi hai kuch vi
Muskil nahi hai kuch vi agar thaan lijiye
Muskil nahi hai kuch vi agar thaan lijiye
Dil Cheez Kya hai aap meri jaan lijiye
Bas ek baar, bas ek baar
Bas ek baar mera kaha maan lijiye
Maan lijiye, maan lijiye.
(The End)

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings