Home 🎬 Bollywood 🎵 Pakistani 🎤 English Pop

Afreen Afreen

👤 Momina Mustehsan 🎼 Coke Studio Season 9 ⏱️ 6:40
🎵 1580 characters
⏱️ 6:40 duration
🆔 ID: 17291566

📜 Lyrics

Aisa dekha nahi khoob-soorat koyi
Jism jaise ajanta ki moorat koyi
Jism jaise nigaahon pe jaadu koyi
Jism naghmah koyi
Jism khush-bu koyi
Jism jaise mahakti hui chaandni
Jism jaise machalti hui raagini

Jism jaise ke khilta hua ik chaman
Jism jaise ke sooraj ki pahli kiran
Jism tarsha huwa dil-kash o dil-nasheen
Sandaleen sandaleen
Marmareen marmareen
Husn-E jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
Husn-E jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
Aafreen aafreen aafreen aafreen
Tu bhi dekhe agar to kahe ham-nasheen
Aafreen aafreen aafreen aafreen
Husn-E jaanaan ki ta’reef mumkin nahi

Husn-E jaanaan ki ta....reef mumkin nahi

Music

Jaane kaise baandhe tu ne akhiyon ke dor
Man mera khincha chala aaya teri or
Mere chehre ke subha zulfon ki shaam
Mera sab kuchh hai piya ab se tere naam
Nazron ne teri chhuwa
To hai yeh jaadu hua
Hone lagi hoon main haseen
Aafreen aafreen, aafreen
Aafreen aafreen, aafreen
Aafreen aafreen, aafreen
Aafreen aafreen, aafreen

Music

Hmm
Chehra ik phool ki tarhe shaadaab hai
Chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai

Chehra jaise ghazal chehra jaan-E ghazal
Chehra jaise kali chehra jaise kanwal
Chehra jaise tasawwur bhi tasweer bhi
Chehra ik khaab bhi chehra taa’beer bhi
Chehra koyi alif lailawi daastaan
Chehra ik pal yaqeen
Chehra ik pal gumaan
Chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi
Maah-ru maah-ru meh-jabeen meh-jabeen

Husn-E jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
Husn-E jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
Aafreen aafreen aafreen aafreen
Tu bhi dekhe agar to kahe hamnasheen
Aafreen aafreen aafreen aafreen

Husn-E jaanaan ki ta....reef mumkin nahi

Swar

⏱️ Synced Lyrics

[00:50.22] Aisa dekha nahi khoob-soorat koyi
[00:55.46] Jism jaise ajanta ki moorat koyi
[01:00.67] Jism jaise nigaahon pe jaadu koyi
[01:05.66] Jism naghmah koyi
[01:08.30] Jism khush-bu koyi
[01:10.94] Jism jaise mahakti hui chaandni
[01:15.94] Jism jaise machalti hui raagini

[01:21.26] Jism jaise ke khilta hua ik chaman
[01:26.22] Jism jaise ke sooraj ki pahli kiran
[01:31.26] Jism tarsha huwa dil-kash o dil-nasheen
[01:36.51] Sandaleen sandaleen
[01:39.07] Marmareen marmareen
[01:44.45] Husn-E jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
[01:49.14] Husn-E jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
[01:54.50] Aafreen aafreen aafreen aafreen
[01:59.78] Tu bhi dekhe agar to kahe ham-nasheen
[02:04.74] Aafreen aafreen aafreen aafreen
[02:09.75] Husn-E jaanaan ki ta’reef mumkin nahi

[02:14.65] Husn-E jaanaan ki ta....reef mumkin nahi

[02:24.95] Music

[02:40.86] Jaane kaise baandhe tu ne akhiyon ke dor
[02:46.10] Man mera khincha chala aaya teri or
[02:51.27] Mere chehre ke subha zulfon ki shaam
[02:56.27] Mera sab kuchh hai piya ab se tere naam
[03:01.46] Nazron ne teri chhuwa
[03:03.94] To hai yeh jaadu hua
[03:06.43] Hone lagi hoon main haseen
[03:13.46] Aafreen aafreen, aafreen
[03:18.37] Aafreen aafreen, aafreen
[03:23.46] Aafreen aafreen, aafreen
[03:28.66] Aafreen aafreen, aafreen

[03:34.44] Music

[03:52.88] Hmm
[03:54.40] Chehra ik phool ki tarhe shaadaab hai
[03:59.27] Chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai

[04:04.59] Chehra jaise ghazal chehra jaan-E ghazal
[04:09.59] Chehra jaise kali chehra jaise kanwal
[04:14.67] Chehra jaise tasawwur bhi tasweer bhi
[04:19.87] Chehra ik khaab bhi chehra taa’beer bhi
[04:25.15] Chehra koyi alif lailawi daastaan
[04:30.04] Chehra ik pal yaqeen
[04:33.67] Chehra ik pal gumaan
[04:35.20] Chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi
[04:42.95] Maah-ru maah-ru meh-jabeen meh-jabeen

[04:50.95] Husn-E jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
[04:55.87] Husn-E jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
[05:00.52] Aafreen aafreen aafreen aafreen
[05:06.51] Tu bhi dekhe agar to kahe hamnasheen
[05:11.08] Aafreen aafreen aafreen aafreen

[05:16.41] Husn-E jaanaan ki ta....reef mumkin nahi

[05:24.20] Swar
[06:39.01]

⭐ Rate These Lyrics

Average: 0.0/5 • 0 ratings