Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Alwida

๐Ÿ‘ค Jagjit Singh โ€ข ๐ŸŽผ Chithi Na Koi Sandesh -Jagjit Singh โ€ข โฑ๏ธ 6:28
๐ŸŽต 1192 characters
โฑ๏ธ 6:28 duration
๐Ÿ†” ID: 14149395

๐Ÿ“œ Lyrics

A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
Alavida-a/e-kishvar-a/e-sher-o-shabistaan, alavida

Tere ghar se ek zindaa laash uth jaane ko hai
Aa gale mil len ki awaz-a/e-jaras aanae ko hai
A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
Haay, kya-kya nimaten mujko milee thi bebaha
Ye khaamoshi, ye khule maidan, ye thandi haea
Mar ke bhee inako naa bhuulegaa dil-a/e-dard aashna
Mast koyal jab dakan kee vaadiyon mein gaaegi
Ye subuk chhaanv baguulon kee bahut yaad aaegee
A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
Kal se kaun is baag ko rangin banane aayega?
Kaun phulon kee hansee par muskuraane aayega?
Kaun is sabze ko sote se jagaane aayega?
Kaun in paudhon ko seene se lagaane aayega?

A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida

Ras kee boonden jab uda dengee gulistaanon ke hosh
Kunj-a/e-rangin mein pukaarengi hawaayen, "josh-josh"
Sun ke mera naam mausam gamazada ho jaaegaa
Ek mahashar sa gulistaan mein bapa ho jaaegaa
A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida

A/e, amaniganj ke maidan-a/e-jaan-a/e-vatan
Assalaam-a/e-sohbat-a/e-rangin-a/e-yara-a/e-vatan

A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
Alavida, alavida
Alavida, alavida

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:12.19] A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
[00:21.99] Alavida-a/e-kishvar-a/e-sher-o-shabistaan, alavida
[00:31.89]
[00:41.52] Tere ghar se ek zindaa laash uth jaane ko hai
[00:51.63] Aa gale mil len ki awaz-a/e-jaras aanae ko hai
[00:59.58] A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
[01:07.55] Haay, kya-kya nimaten mujko milee thi bebaha
[01:19.44] Ye khaamoshi, ye khule maidan, ye thandi haea
[01:27.60] Mar ke bhee inako naa bhuulegaa dil-a/e-dard aashna
[01:35.29] Mast koyal jab dakan kee vaadiyon mein gaaegi
[01:43.02] Ye subuk chhaanv baguulon kee bahut yaad aaegee
[01:51.18] A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
[01:59.15] Kal se kaun is baag ko rangin banane aayega?
[02:07.22] Kaun phulon kee hansee par muskuraane aayega?
[02:14.90]
[02:38.91] Kaun is sabze ko sote se jagaane aayega?
[02:47.12] Kaun in paudhon ko seene se lagaane aayega?
[02:55.19]
[03:03.09] A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
[03:11.32]
[03:19.27] Ras kee boonden jab uda dengee gulistaanon ke hosh
[03:27.35] Kunj-a/e-rangin mein pukaarengi hawaayen, "josh-josh"
[03:35.25]
[03:39.34] Sun ke mera naam mausam gamazada ho jaaegaa
[03:47.31] Ek mahashar sa gulistaan mein bapa ho jaaegaa
[03:55.15] A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
[04:03.11]
[04:13.00] A/e, amaniganj ke maidan-a/e-jaan-a/e-vatan
[04:21.38] Assalaam-a/e-sohbat-a/e-rangin-a/e-yara-a/e-vatan
[04:32.99]
[05:04.97] A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
[05:12.78] A/e, malihabad ke rangin gulistaan, alavida
[05:20.74] Alavida, alavida
[05:28.68] Alavida, alavida
[06:15.92]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings