Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Aayo Kahan Se Ghanshyam

๐Ÿ‘ค Manna Dey, Archana โ€ข ๐ŸŽผ Buddha Mil Gaya โ€ข โฑ๏ธ 4:04
๐ŸŽต 1034 characters
โฑ๏ธ 4:04 duration
๐Ÿ†” ID: 14149120

๐Ÿ“œ Lyrics

Aayo, re

Aayo kahaan se Ghanshyam?
Aayo kahaan se Ghanshyam?
Raina bitayi kis dhaam?
Raina bitayi kis dhaam? Haaye, Ram
Aayo kahaan se Ghanshyam?
Aayo kahaan se Ghanshyam?

Haye, raat ki jaagi re
Raat ki jaagi re ankhiyan hain tori
Raat ki jaagi re ankhiyan hain tori
Ho rahi gali-gali jiya ki chori
Ho rahi gali-gali jiya ki chori

Ho nahi jana badnam, haaye, Ram
Aayo kahaan se Ghanshyam? Haaye, Ram
Aayo kahaan se Ghanshyam?
Aayo kahaan se Ghanshyam?

Saj-dhaj tumri ka kahoon rasiya?

Saj-dhaj tumri ka kahoon rasiya?
Aise lage tere haathon mein bansiya
Aise lage tere haathon mein bansiya

Jaise katari liyo thaam, haaye, Ram
Jaise katari liyo thaam, haaye, Ram
Aayo kahaan se Ghanshyam?
Aayo kahaan se Ghanshyam?
Aayo kahaan se Ghanshyam?

Haye, main na kahoon kachu, mose na rutho
Main na kahoon kachu, mose na rutho
Tum khud apne jiyara se puncho
Tum khud apne jiyara se puncho

Beeti kahaan pe kal shaam?
Aayo kahaan se Ghanshyam?
Aayo kahaan se Ghanshyam? Shyam
Aayo kahaan se Ghanshyam? Shyam, re
Aayo kahaan se Ghanshyam?

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings