Nakhriley
๐ต 1605 characters
โฑ๏ธ 5:14 duration
๐ ID: 11846143
๐ Lyrics
Lahu luhaan hua hai falak
Yeh kaisa loha pighla hai
Ek suraj doob gaya peeche
Ek suraj saamne nikla hai
Haan.
Maana-waana ishq-vishq pe zor toh nahi
Dil mein dum hai, haal-chaal kamzor to nahi
Ishq ki chaal pe maat manzoor hai
Arey o bandey mauka hai
Arey o jalne-walne ka mauka hai
Ho ishq mein jalke aag hui jab maujzaa hua
Haan ishq me jalke aag hue toh.
Nakhriley. Nakhriley,
Nakhriley do raseele Humpe do
Nasheeley naino ki aaha bauchaar ho gayi
O lawaariso ki na poocho
Unka sagaa ek dil hai
Lawaariso ka na koi
Haan unka bada ek dil hai
Hai sajde mein aake wo uthaaye Hum uske hai to jalwa dikhaaye
Ho chhaliya chhal gaye, chhal gaye, chhal gaye wo naina
Khatm kare jo haaye
Bhasm kare jo hai
Shaam bujhaye aur jalaaye
Kat jaaye ratiya, ratiya, ratiya
Chal na raakh ho jaaye
Arey o bandey mauka hai
Arey o jalne-walne ka mauka hai
Haan ishq me jalke aag hue toh.
Nakhriley. Nakhriley,
Nakhriley do raseele Humpe do
Nasheeley naino ki aaha bauchaar ho gayi
Haan...
Dardiley, Dardiley qisse saare Dardiley
Dardiley. rishte saare Dardiley
Yeh qisse saare. Dardiley
Ye rishte saare. Dardiley
Afsaane saare hote hai. Dardiley
Teri aakho ki aab-o-hawa mein jiyu
Teri maujoodgi ki fiza mein jiyu
Teri baato se hum toh badal jaate hai
Meri aakho ke mausam badal jaate hai
Ho mausam sarda, mausam garma
Sard bhi tu hai garm bhi tu hai
Aag lage, pyaas lage
Pyaas lage, aag lage
Jal jaane de... ho.
Nakhriley Aa uu
Nakhriley, Nakhriley do raseeley
Humpe do nasheeley naino ki aaha bauchaar ho gayi
Haan Nakhriley. Nakhriley,
Nakhriley do raseele Humpe do
Nasheeley naino ki aaha bauchaar ho gayi
Yeh kaisa loha pighla hai
Ek suraj doob gaya peeche
Ek suraj saamne nikla hai
Haan.
Maana-waana ishq-vishq pe zor toh nahi
Dil mein dum hai, haal-chaal kamzor to nahi
Ishq ki chaal pe maat manzoor hai
Arey o bandey mauka hai
Arey o jalne-walne ka mauka hai
Ho ishq mein jalke aag hui jab maujzaa hua
Haan ishq me jalke aag hue toh.
Nakhriley. Nakhriley,
Nakhriley do raseele Humpe do
Nasheeley naino ki aaha bauchaar ho gayi
O lawaariso ki na poocho
Unka sagaa ek dil hai
Lawaariso ka na koi
Haan unka bada ek dil hai
Hai sajde mein aake wo uthaaye Hum uske hai to jalwa dikhaaye
Ho chhaliya chhal gaye, chhal gaye, chhal gaye wo naina
Khatm kare jo haaye
Bhasm kare jo hai
Shaam bujhaye aur jalaaye
Kat jaaye ratiya, ratiya, ratiya
Chal na raakh ho jaaye
Arey o bandey mauka hai
Arey o jalne-walne ka mauka hai
Haan ishq me jalke aag hue toh.
Nakhriley. Nakhriley,
Nakhriley do raseele Humpe do
Nasheeley naino ki aaha bauchaar ho gayi
Haan...
Dardiley, Dardiley qisse saare Dardiley
Dardiley. rishte saare Dardiley
Yeh qisse saare. Dardiley
Ye rishte saare. Dardiley
Afsaane saare hote hai. Dardiley
Teri aakho ki aab-o-hawa mein jiyu
Teri maujoodgi ki fiza mein jiyu
Teri baato se hum toh badal jaate hai
Meri aakho ke mausam badal jaate hai
Ho mausam sarda, mausam garma
Sard bhi tu hai garm bhi tu hai
Aag lage, pyaas lage
Pyaas lage, aag lage
Jal jaane de... ho.
Nakhriley Aa uu
Nakhriley, Nakhriley do raseeley
Humpe do nasheeley naino ki aaha bauchaar ho gayi
Haan Nakhriley. Nakhriley,
Nakhriley do raseele Humpe do
Nasheeley naino ki aaha bauchaar ho gayi